Zaheer Kashmiri
- hawa-e-hijr chali dil ki regzaron mein
- teri chashm-e-tarab ko dekhna paDta hai pur-nam bhi
- wo ek jhalak dikha ke jidhar se nikal gaya
- farz barson ki ibaadat ka ada ho jaise
- aariz-e-shama pe nind aa gai parwanon ko
- muzmahil hone pe bhi KHud ko jawan rakhte hain hum
- tu agar ghair hai nazdik-e-rag-e-jaan kyun hai
- ahl-e-dil milte nahin ahl-e-nazar milte nahin
- ab ishq se lau lagaenge hum
- ye karobar-e-chaman isne jab sambhaala hai
- parwana jal ke sahab-e-kirdar ban gaya
- kis ko mili taskin-e-sahil kis ne sar manjdhaar kiya
- hain bazm-e-gul mein bapa nauha-KHwaniyan kya kya
- ab meri yaad ko daman ki hawaen dena
- ek shaKHs raat band-e-qaba kholta raha
- hijr o visal ki sardi garmi sahta hai
- aandhiyan uTThin fazaen dur tak kajla gain
- is daur-e-afiyat mein ye kya ho gaya hamein
- ab hai kya lakh badal chashm-e-gurezan ki tarah
- hamrah lutf-e-chashm-e-gurezan bhi aaegi
- wo aksar baaton baaton mein aghyar se puchha karte hain
- mera hi ban ke wo but mujhse aashna na hua
- kuchh bas na chala jazba-e-KHud-kaam ke aage
- shab-e-mahtab bhi apni bhari-barsat bhi apni
- mausam badla rut gadrai ahl-e-junun bebak hue
- aaj ki tanhai se niklo kal ki aabaadi mein aao