Habeeb Moosavi
- baDha di ek nazar mein tu ne kya tauqir patthar ki
- hai nau-jawani mein zoaf-e-piri badan mein rasha kamar mein KHam hai
- qata hota rahe is tarah bayan-e-waiz
- chal nahin sakte wahan zehn-e-rasa ke joD-toD
- fariyaad bhi main kar na saka be-KHabari se
- firaq mein dam ulajh raha hai KHayal-e-gesu mein jaankani hai
- kisi ki jubba-sai se kabhi ghista nahin patthar
- rona in ka kaam hai har dam jal jal kar mar jaana bhi
- dekh lo tum KHu-e-atish ai qamar shishe mein hai
- lais ho kar jo mera tark-e-jafa-kar chale
- hue KHalq jab se jahan mein hum hawas-e-nazara-e-yar hai
- shab ko nala jo mera ta-ba-falak jata hai
- hai nigahban ruKH ka Khaal-ru-e-dost
- aql par patthar paDe ulfat mein diwana hua
- wo yun shakl-e-tarz-e-bayan khinchte hain
- falak ki gardishen aisi nahin jin mein qadam Thahre
- hai aaTh pahar tu jalwa-numa timsal-e-nazar hai partaw-e-ruKH
- sab mein hun phir kisi se sarokar bhi nahin