Wahshat Raza Ali Kalkatvi
- dard ka mere yaqin aap karen ya na karen
- yahan har aane wala ban ke ibrat ka nishan aaya
- aah-e-shab nala-e-sahar le kar
- kisi tarah din to kaT rahe hain fareb-e-ummid kha raha hun
- dard aa ke baDha do dil ka tum ye kaam tumhein kya mushkil hai
- sharminda kiya jauhar-e-baaligh-nazri ne
- lutf-e-nihan se jab jab wo muskura diye hain
- maine mana kaam hai nala dil-e-nashad ka
- murawwat ka pas aur wafa ka lihaz
- surur-afza hui aaKHir sharab aahista aahista
- shauq phir kucha-e-jaanan ka satata hai mujhe
- dil ke kahne pe chalun aql ka kahna na karun
- hue hain gum jis ki justuju mein usi ki hum justuju karenge
- luTa hai mujhe uski har ada ne
- shauq deta hai mujhe paigham-e-ishq
- lagao na jab dil to phir kyun lagawaT
- jo tujhse shor-e-tabassum zara kami hogi
- kisi surat se us mahfil mein ja kar
- yahi hai ishq ki mushkil to mushkil aasan hai
- labrez-e-haqiqat go afsana-e-musa hai
- zabt ki koshish hai jaan-e-na-tawan mushkil mein hai
- talKHi-kash-e-naumidi-e-didar bahut hain
- wahshat-e-mubtala KHuda ke liye
- tere aashufta se kya haal-e-betabi bayan hoga
- nahin ki ishq nahin hai gul o saman se mujhe
- juda karenge na hum dil se hasrat-e-dil ko
- aap apna ru-e-zeba dekhiye
- tu hai aur aish hai aur anjuman-arai hai
- sang-e-tiflan fida-e-sar na hua
- aazad us se hain ki bayaban hi kyun na ho
- nalon se agar maine kabhi kaam liya hai
- nahin mumkin lab-e-ashiq se harf-e-muddaa nikle
- aur ishrat ki tamanna kya karen
- ai ahl-e-wafa KHak bane kaam tumhaara
- paiman-e-wafa-e-yar hain hum
- bahaar aai hai aaraish-e-chaman ke liye
- kahte ho ab mere mazlum pe bedad na ho